Thursday 4 October 2018

blog ki template ko change aur upload kaise kare ki puri jankari


blog ki template ko change aur upload kaise kare ki puri jankari


blogging
blogging

Hum Bari उमीद से ब्लॉग  Banate Hai Aur Usme Ache Ache Articles Likhke Upload Karte Hai Magr JabHumare ब्लॉग Ko Visitors Nahi Milte To Last Me Hum Nirash Ho Kar ब्लॉगिंग Chod Dete Hai. Iski Main Wajah Hoti Hai ब्लॉग Ka Look Sahi Na Hona Kyuki Humare ब्लॉग Ka Look Jitna Acha Aur Aakarshak Hoga Visitors Ko Wo Utna Hi Acha Lagega, Aaj Mai Aapko Isi Ke Bare Me Btane Ja Raha Hu, Aap Aasani Se Apne ब्लॉग Ka Look Template Change Kar Sakte Hai.
Agar Aapko Apne ब्लॉग Ka Traffic Badhana Hai Aur Agar Aap Chahate Hai Ki Aapke ब्लॉग Par Jyada Visitors Aaye To Aapko ब्लॉग Ki Template Change Karni Chahiye. ब्लॉग Ki Template Change Karne Se Aap Isme Social Media Buttan Bhi Add Kar Sakte Hai Jaise Aap Mere ब्लॉग Me Dekh Rahe Hai.
Wese To Bahut Si Website Hai ब्लॉग Template Download Karne Ke Liye. Par Aap Yaha Se Bhi 
         www.btemplates.com Template Download Kar Sakte Hai.
ब्लॉग Ki Template Download Karne Se Pahle Ye Jan Na Bahuty Jaruri Hai Ki ब्लॉग Ki Template Kaisi Honi Chahiye, Yeh Bahut Jaruri Hai.

1.     Mobile Friendly: Template Mobile Friendly Honi Chahiye Taki Mobile Me Bhi Aapka  ब्लॉग Acha Dikhe Aur Ye To Aap Jante Hi Hai Ki Aaj Jyadatar Log Mobile Me Hi Net Use Karte Hai.
Blog Ki Template Ko Change aur Upload Kaise Kare Ki Puri Jankari
.
क्या आपके पास दिन में कम से कम 2 घंटे का खाली समय हैतो आप के  लिए =https://bit.ly/2oq0GBk

2.     Seo Friendly: Ye Bahut Jaruri Hai Ki Aapke ब्लॉग Ki Template Seo Friedly Ho Taki Google Search Engine Me Aapka ब्लॉग Bearch Ho Sake.
Fast Loading: Aapke ब्लॉग Ki Template Fast Load Hone Wali  Ho Taki Jaldi Khule Kyuki Jab Koi Visitors Aapke ब्लॉग Ko Open Kata Hai To Agar Ye Open Hone Me,
Ab Aap Ye To Jan Hi Gaye Honge Ki ब्लॉग Template Kaisi Honi Chahiye Aur ब्लॉग Template Kaha Se Download Karte Hai, Ab Aap Ko Ye Janna Hai Ki ब्लॉग Template Kaise Upload Karte Hai.
Sabse Pahle Blogger.Com Website Par Jaye Log in Kare Aur  ब्लॉग Ke Dashboard Me Jaye.
1.     Template Par Click Kare.
2.     Ab Backup/Restore Par Click Kare.
Ab Ek New Popup Windows Open Hogi.
1.     Download Foll Template Par Click Karke Apne ब्लॉग Ki Template Ka Backup Bana Le Taki. Template Upload Karte Waqt Koi Error Aaye To Aap Fir Se Purani Template Upload Kar Sakte Hai.
2.     Choose File Par Click Karke Apne ब्लॉग Ke Liye Xml File Choone Jo Aapne Pahle Se Download Kar Rakhi Hai Aur Agar Nahi Ki Ho To Pahle Btemplates.com Is Site Se Template Download Kar Le,
3.     File Choose Karne Ke Bad Upload Par Click Kare Aur Thoda Wait Kare. Template Upload Hone Ke Bad Aapke ब्लॉग Ka Look Badal Jayega.
To Dosto is Tarah Se Aap Bhi Apne ब्लॉग Ki Template Upload Aur Change Kar Sakte Hai Aasani Se or Agar Fir Bhi Aapko Kuch Problem Aaye To Comment Me Bata Sakte Hai.
मुझे आशा है कि आप  को पोस्ट Achhi Lagi Hogi Agar Lagi Hai To Ise Social Media Par Apne Dosto Ke Sath Share Kar Ke Unhe Bhi Iske Bare Me Bataye.      धन्यवाद

No comments:

Post a Comment